Uttan Pali Beach par Aag Firefighters ne half hour mein control

Uttan Pali Beach par Aag Firefighters ne half hour mein control

Aaj shaam 7 baje ke aas-paas Uttan Pali Beach par aag lag gayi. Bataya ja raha hai ki kisi ne fibre aur wood jala diya, jisse tez aag aur dhuaan faila.

Firefighters turant pahunch gaye aur lagbhag half hour ki mehnat ke baad aag par kabu paaya. Local log shock aur panic mein the, lekin koi jaan ka nuksan nahi hua.

Ab team site ko safe kar rahi hai aur police investigation shuru hai.



  • Reviews (0)
Nothing Found...

Leave a review

To leave a review, please login to your account. Login